MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aaa nadi naare haaye nadi naare na jaao shyam paiyan parun nadi naare na jaao shyam paiyan parun paiyan parun shyam paiyan parun paiyan parun shyam paiyan parun nadi naare na jaao shyam paiyan parun nadi naare jo jaao to jayabe karo nadi naare jo jaao to nadi naare haaye nadi naare shyam nadi naare jo jaao to jayabe karo jayabe karo jayabe karo bich dhaare na na na bich dhaare na jaao shyam paiyaan parun bich dhaare na jaao shyam paiyaan parun bich dhaare na jaao shyam paiyaan parun tore paiyaan parun bich dhaare na jaao shyam paiyaan parun bich dhaare jo jaao bich dhaare jo jaao to jaybe karoo jaybe karoo shyam jaybe karoo bich dhaare jo jaao to jaybe karoo us paare ho ho ho us paare na jaao shyam paiyaan parun us paare na jaao shyam paiyaan parun us paare na jaao shyam paiyaan parun tore paiyaan parun us paare na jaao shyam paiyaan parun us paare jo jaaooo to jaibe karo us paare jo jaao to us paare haaye us paare ho oo us
hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm kise pesh karoon naghma o sher ki saugaat kise pesh karoon naghma o sher ki saugaat kise pesh karoon ye chhalakte huye jazbaat kise pesh karoon naghma o sher ki shaukh aankhon ke ujaalon ko lutaaun kis par shaukh aankhon ke ujaalon ko lutaaun kis par mast zulfon ki siyaah raat kise pesh karoon naghma o sher ki garm saanson mein chhupe raaz bataaun kis ko garm saanson mein chhupe raaz bataaun kis ko narm honthon mein dabi baat kise pesh karoon naghma o sher ki koi humraaz to paaun koi humdum to mile koi humraaz to paaun koi humdum to mile dil ki dhadkan ke ishaaraat kise pesh karoon naghma o sher ki saugaat kise pesh karoon naghma o sher ki
hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle shabnam ke moti phoolon pe bikhre dono ki aas phalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle balkhaati bellen masti mein khellen pedon se mil ke galle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle nadiya ka paani dariya se mil ke saagar ki aur challe hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aa aa aa aa aa aa aa aa hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle lara la lara lara la lara la la la la
ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la lal lalal lala la la la la lala la la la la la la la lalal lira lara lala lara lala la lalal lira lara lala lara lala la phool mein jaise phool ki khushboo dil mein hai yun tera basera dharti se ambar tak phaila chaahat ki baahon ka ghera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la aha ha ha ha ha ha la la la la la aha ha ha ha ha ha ha la la la lira lara lala lara lala la la la la lira lara lala lara lala la suraj peechhe ghoome dharti saanjh ke peechhe ghoome savera jis naate ne inko baandha woh naata hai tera mera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki
yaar hi mera kapda latta yaar hi mera gehnaaaaaa yaar mile to izzat samjhun kanjri ban kar rehna hmmmm ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole ho mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta uski baah ka har halkora lagta swarg ka jhuta ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole yaar mile to hoooo yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona jag ke badle yaar mile to yaar kaa mol doon duna main to nahin sharmaana ni main to nahin sharmaana ni chaahe log boliyaan bole chaahe log boliyaan bole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole thirak rahi meri pair ki
aa aa aa aa aa aa aa adaa bijli badan shola adaa bijli badan shola bhanve khanjar nazar qaatil galat kya hai hamein kahti hai ye duniya agar qaatil to phir nigaah e naaz ke oye nigaah e naaz ke haan haan nigaah e naaz ke ho ho nigaah e naaz ke maaron ka haal kya hoga nigaah e naaz ke maaron ka haal kya hoga nigaah e naaz ho oo nigaah e naaz ke maaron ka haal kya hoga na bach sake to haan haan na bach sake na bach sake to na bach sake haaye na bach sake to na bach sake to bechaaron ka haal kya hoga na bach sake to bechaaron ka haal kya hoga kya hoga kya hoga nigaah e naaz ke aa aa aa aa aa aa hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen hamin ne ishq ke are zara dekho hamin ne ishq haan ji zara dekho hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen oo hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen hamin na hon to haan haan hamin na hon to ho ho hamin na hon to hamin na hon to nazaaron kaa haal kya hoga hamin na hon to nazaaron
haa aa aa aa aa raaz ki baat hai mehfil mein kahe ya na kahe bas gaya hai koi iss dil mein kahe ya na kahe kahe ya na kahe nigaahein milaane ko jee chahta hai nigaahein milaane ko jee chahta hai ho nigaahein milaane ko jee chahta hai dilo jaan lutaane ko jee wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa aa aa aa aa aa wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa kehti hai duniyaa wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa wo tauhmat uthane ko jee chahta hai wo tauhmat uthane ko jee aa aa aa aa aa aa aa kisi ke manaane mein lazzat wo paayi kisi ke manaane mein lazzat wo paayi lazzat wo paayi kisi ke manaane mein lazzat wo paayi ji phir rooth jaane ko jee chahta hai ke phir rooth jaane ko jee wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi hai saamne bhi wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi wo jalwa churaane ko jee chahta hai wo jalwa churaane ko jee ho jis ghadi meri nigaahon ko teri deed huyi wo ghdi mere liye aish ki tamheed huyi jab kabhi maine tera
dil karta o yaara dildaara mera dil karta o yaara dildaara mera dil karta aisa kuchh kar paayen yaadon mein bas jaayen hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa jalti mashaalen le ke milne ki raaton mein milne ki raaton mein aage aage hum chale yaaron ki baaraton mein yaaron ki baaraton mein phanse koi bholi bhali apni bhi baaton mein apni bhi baaton mein kisi ki kalaayi aaye apne bhi haathon mein apne bhi haathon mein hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa nit nayi dhoome mache nit naye mele hon nit naye mele hon pariyon mein ghire rahen kabhi naa akele hon kabhi naa akele hon ghum ki ghataayen hon ke khushiyon ke relen hon khushiyon ke relen hon donon se nibhane waale hum albele hon hum albele hon hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa hum saa jiyaala koi mile naa hazaaron mein mile naa hazaaron mein mare chaahen jiyen rahen agali kataaron mein agali kataaron mein jhalke humara lahoo kal ki bahaaron mein kal ki bahaaron mein ashkon
paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi varna humko nahin inko bhi shikaayat hogi shikaayat hogi aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen humko dar hai humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi dil ki bechain umangon pe karam farmaao dil ki bechain umangon pe karam farmaao itna ruk ruk itna ruk ruk ke chalogi to qayaamat hogi qayaamat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai kyaa khabar thi kyaa khabar thi kabhi is dil ki ye haalat hogi ye haalat hogi sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm hum se sharm hum se bhi karogi to musibat hogi musibat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi
pad gaye jhoole saawan rutt aayi re pad gaye jhoole seene mein hook uthe allaah duhaayi re pad gaye jhoole chanchal jhonke munh ko choomein boonden tan se khelen boonden tan se khelein peeng badhen to jhukte baadal paanv ka chumban le lein paanv ka chumban le lein peeng badhen to jhukte baadal paanv ka chumban le lein haaye barkha ki wo zor jawani kya kya aafat dhaaye kya kya aafat dhaaye dil ki dhadkan jism ki rangat anchal se chhan jaaye anchal se chhan jaye dil ki dhadkan jism ki rangat anchal se chhan jaye haaye geeton ka ye allhad mausam jhoolon ka ye mela jhoolon ka ye mela aisi rut mein hamein jhulaane aaye koi albela aaye koi alabela aisi rut mein hamein jhulaane aaye koi albela haaye seene mein hook uthe allaah duhaayi re pad gaye jhoole
hoooooo oooooo hooooooo ooooo hooooo ooooo oooooo hooooo ooooo oooooo parbaton ke pedon par shaam ka basera hai parbaton ke pedon par shaam ka basera hai surmayi ujaala hai champayi andhera hai surmayi ujaala hai dono waqt milte hain do dilon ki surat se dono waqt milte hain do dilon ki surat se aasmaan ne khush ho kar rang saa bikhera hai aasmaan ne khush ho kar thehre thehre paani mein geet tharrtharate hain thehre thehre paani mein geet tharrtharate hain bheege bheege jhonkon mein khushbuon kaa dera hai bheege bheege jhonkon mein khushbuon kaa dera hai parbaton ke pedon par kyun naa zazb ho jaayen iss haseen nazaaren mein kyun naa zazb ho jaayen iss haseen nazaaren mein roshni kaa jhurmat hai bastiyon ka ghera hai roshni kaa jhurmat hai bastiyon ka ghera hai parbaton ke pedon par ab kisi nazaare ki dil ko aarzoo kyun ho ab kisi nazaare ki dil ko aarzoo kyun ho jab se paa liya tumko sab jahaan mera hai jab se paa liya tumko sab jahaan mera hai parbaton ke pedon
payaam e ishq o mohabbat humein pasand nahi payaam e ishq o mohabbat humein pasand nahin ye dillagi ye shararat humein pasand nahin baja nahin tha ye izhaar beqarari ka lihaaz kuchh to kiya hota pardadari ka haya se itni bagavat humein pasand nahin payaam e ishq o mohabbat humein pasand nahin humein to hans ke sitaaron ne bhi nahin dekha humein to hans ke sitaaron ne bhi nahin dekha nazar mila ke baharon ne bhi nahin dekha kisi nigaah se dillat hamein pasand nahin ye dillagi ye dillagi ye shararat humein pasand nahin jo takht o taaj ke vaaris hai unn kaa pyaar hi kyaa badalne waali nigaahon ka aitbaar hi kya hazurr ye inaayat humein pasand nahin payaam e ishq o mohabbat humein pasand nahin
lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala lala la lala la lala la lala la lala la pehli nazar mein humne to apna dil de diya tha tumko par tumne der lagaayi ruk ruk ke baat badaayi waise to humne milte hi tumse apna liya tha tumko par jaane ki baat chhupaayi naa keh ke kadar badaayi dekha tumhen to humne sab se nazar uthaa li khone ki cheez kho di paane ki cheez paayi hooo seedhe naa sahi ghoom ke sahi mil to gaye hain pehli nazar mein humne to apna dil de diya tha tumko par tumne der lagaayi ruk ruk ke baat badaayi humne tumhaari khaatir kya kya kiye bahaane hoooo aasaan nahin muhabbat ab to ye baat maane hooo chhoda nahin dam jaise bhi hon hum mil to gaye hain pehli nazar mein humne to apna dil de diya tha tumko par tumne der lagaayi ruk ruk ke baat badaayi likha tha aasmaan par yunhi ye khel hona pehle nazar ulajhna phir dil ka mel hona hooo chhodo ye gile jaise bhi hon hum mil to gaye hain pehli nazar mein humne to apna dil de
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door wohi meri manzil wohi teri raahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door wohi meri manzil wohi teri raahen aaja chal de kahin door khuli ghata ke saaye tale chhup jaaye dhundhali fiza mein kuchh khoye kuchh paayen khuli ghata ke khuli ghata ke saaye tale chhup jaaye dhundhali fiza mein kuchh khoye kuchh paayen saason ki lai par koi aisi dhun gaaye de de jo dil ko dil ki panaahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaa jhula dhanak ka dheere dheere hum jhule ambar to kya hai taaron ke bhi lab chhoo le jhula dhanak ka jhula dhanak ka dheere dheere hum jhule ambar to kya hai taaron ke bhi lab chhoo le masti mein jhoome aur kabhi ghum bhoole dekhen na peechhe mud ke nighaahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen
phir na kije meri gustaakh nighahi ka gila dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko main kahaan tak naa nighaahon ko palatne deti aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko iss kadar pyaar se dekho naa humaari jaanib dil agar aur machal jaaye to mushkil hogi tum jahaan meri taraf dekh ke ruk jaaoge wahin manzil meri taqdeer ki manzil hogi dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko ek yun hi si nazar dil ko jo chhoo leti hai kitne armaan jagaati hai tumhen kya maaloom ruh bechain hai kadmon se lipatne ki liye tumko har saans bulaati hai tumhen kya maaloom dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko har nazar aapki zajbaat ko uksaati hai main agar haath pakad loon to khafa mat hona meri duniyaa e muhabbat hai tumhaare dam se meri duniyaa e muhabbat se judaa mat hona dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko
o hooooo ho ho ho ho ho hooo aye hey heyeeeeee hey hey hey heyyy heeeeee heeeeeeeeeeee phoolon ke dere hain saaye ghanere hain jhoom rahi hai hawaayen aise nazaaron mein khilti bahaaron mein pyaar mile to ruk jaayen phoolon ke dere hain saaye ghanere hain jhoom rahi hai hawaayen aise nazaaron mein khilti bahaaron mein pyaar mile to ruk jaayen kahin bhi aasmaan ke neeche gaati nighaaon kaa lehraati baahon kaa haar mile to ruk jaayen kahin bhi aasmaan ke neeche gaati nighaaon kaa lehraati baahon kaa haar mile to ruk jaayen haar mile to ruk jaayen phoolon ke dere hain saaye ghanere hain jhoom rahi hai hawaayen aise nazaaron mein khilti bahaaron mein pyaar mile to ruk jaayen chale hain door hum deewane koi raseelaa saa baan kaa sajeelaa saa yaar mile to ruk jaayen chale hain door hum deewane koi raseelaa saa baan kaa sajeelaa saa yaar mile to ruk jaayen yaar mile to ruk jaayen phoolon ke dere hain saaye ghanere hain jhoom rahi hai hawaayen aise nazaaron mein khilti
prabhoo tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam prabhoo tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam teri daya ho jaaye to daata teri daya ho jaaye to daata jeevan dhan mil jaaye mil jaaye mil jaaye sukh laaye tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam tu daani tu anteryaami tu daani tu daani tu anteryaami teri kripa ho jaaye to swaami har bigdi ban jaaye jeevan dhan mil jaaye mil jaaye mil jaaye sukh laaye tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam bas jaaye mora soona angna bas jaaye bas jaaye mora soona angna khil jaaye murjhaaya kangna jeevan mein ras aaye jeevan dhan mil jaaye mil jaaye mil jaaye sukh laaye tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam
oye pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin teri meri umr mein kisne ye kiya nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin tere honth mere honth sil gaye to kya hua tere honth mere honth sil gaye to kya hua dil ki tarah jism bhi mil gaye to kya hua dil ki tarah jism bhi mil gaye to kya hua iss se pehle kya kabhi ye sitam hua nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin main bhi hoshmand hoon tu bhi hoshmand hai uss tarah jiyenge hum jiss tarah pasand hai haan main bhi hoshmand hoon tu bhi hoshmand hai uss tarah jiyenge hum jiss tarah pasand hai unki baat kyun sune jinse waastaa nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin rasm kya riwaaz kya dharam kya samaaj kya dushmanon ka khauf kyun doston ki laaj kya rasm kya riwaaz kya dharam kya samaaj kya dushmanon ka khauf kyun doston ki laaj kya ye wo shouk hai ke jisse koi bhi bacha nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin pyaar kar liyaa to kya
raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein jo tera hai wohi ghum hai mera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi ghum na kar garr hai baadal ghanera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera
raat bhi hai kuchh bheegi bheegi raat bhi hai kuchh bheegi bheegi raat bhi hai raat bhi hai kuchh bheegi bheegi chaand bhi hai kuchh madham madham chaand bhi hai kuchh madham madham tum aao to tum aao to aankhen khole soyi huyi paayal ki chham chham soyi huyi paayal ki chham chham aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa kisko bataayen kaise bataayen kisko bataayen kaise bataayen aaj ajab hai dil kaa aalam aaj ajab hai dil kaa aalam chain bhi hai kuchh halka halka chain bhi hai kuchh halka halka dard bhi hai kuchh madham madham dard bhi hai kuchh madham madham tapteeeeeeeeeee tapte dil par yun girti hai tapte dil par yun girti hai teri nazar se pyaar ki shabnam teri nazar se pyaar ki shabnam jalte huye jungle par jaise jalte huye jungle par jaise barkha barse ruk ruk tham tham barkha barse ruk ruk tham tham hosh mein thodi behoshi hai haaye hosh mein thodi behoshi hai behoshi mein hosh hai kam kam behoshi mein hosh hai kam kam tujh ko paane tujh ko paane
    Songs Title Film/Album Song Number
Nadi Naare Na Jaao Shyam Mujhe Jeene Do (1963) 32119
Naghma O Sher Ki Gazal (1964) 13264
Neele Gagan Ke Talle Hamraaz (1967) 21037
Neele Parbaton Ki Aadmi Aur Insaan (1969) 32048
Ni Main Yaar Manana Ni Daag (1973) 21040
Nigaah E Naaz Ke Maaron Ka Haal Barsaat Ki Raat (1960) 36122
Nigaahein Milaane Ko Jee Chahta Hai Dil Hi To Hai (1963) 12181
O Yara Dildara Aadmi Aur Insaan (1969) 21067
Paaon Choo Lene Do Phoolon Ko Taj Mahal (1963) 12236
Pad Gaye Jhoole Bahu Begum (1967) 32065
Parbaton Ke Pedon Par Shagoon (1964) 12219
Payaam E Ishq O Mohabbat Baabar (1960) 32310
Pehli Nazar Mein Humne The Burning Train (1980) 12516
Phaili Huyi Hai Sapnon Ki Baahen House No 44 (1955) 12231
Phir Na Kije Meri Gustakh Nighahi Phir Subha Hogi (1958) 12425
Phoolon Ke Dere Hain Zameer (1975) 12531
Prabhoo Tero Naam Hum Dono (1961) 12361
Pyar Kar Liya To Kya Kabhi Kabhie (1976) 12229
Raat Bhar Ka Hai Mehmaan Andhera Sone Ki Chidiya (1958) 12505
Raat Bhi Hai Kuchh Mujhe Jeene Do (1963) 12403